``Baitulmaal: Empowering Communities Through Islamic Charity``

``Charity is the essence of Islam, and through Baitulmaal, we extend our hands to uplift the needy, embodying the spirit of compassion and community empowerment.``

Assalamu alaikum
Alhamdulillah
Ek Aalima aapa ko unke karz ada karne ke liye 10,000 dekar unki madad ki gai.

Baitul maal ka maksad hi hai garib logo ki ‘ zarurat ke waqt ‘ unki madad ki jaye.

Waqt bolkar nahi aata.

Pls support us by giving
donation taaki hum logo ki zarurat ke waqt kaam aa sake.

Islam ek mukammal Deen hai. Isko samajne ki zarurat hai.
Islam ek acha maashara kayam karne ke liye baitul maal ka nizam banaya gaya taaki kisi ko zarurat ke waqt per kisi ke saamne haat na failana pade. Naa koi sood per mazburi me bank se ya kisi se karz Lena na pade.

Pls donate

https://pages.razorpay.com/almominbaitulmaal

AL MOMIN BAITUL MAAL FOUNDATION

GPay: 7498391590

Account name : AL Momin Baitul Maal Foundation
Axis Bank A/C: 921020036547191
IFS CODE: UTIB0000454
Branch: Nalasopara (W)

Zeenat parween

Azhar Karari sahab ke Mubarak hathon se Zeenat parween ko Ladies
dress ke tijarat ( Business )ke liye Rs.15,000 ka cheque diya gaya.

Please donate so we can help such poor people.

https://pages.razorpay.com/almominbaitulmaal

Account name : AL Momin Baitul Maal foundation
Gpay: 7498391590
Axis Bank A/C: 921020036547191
IFS CODE: UTIB0000454
Branch: Nalasopara (W)

salma-new-case

Ishaq laari Sahab ke mubarak hathon se Salma Jahangir ko Ghar ka
bhada (rent) or lightbill bharne ke liye Rs. 5,000 cash diya gaya.

Please donate so we can help such poor people.

https://pages.razorpay.com/almominbaitulmaal

Account name : AL Momin Baitul Maal foundation
Gpay: 7498391590
Axis Bank A/C: 921020036547191
IFS CODE: UTIB0000454
Branch: Nalasopara (W)

jahangir-success

Jahangir Hashmi tijarat karte hue.
Alhamdulillah al momin Baitul maal foundation ki koshish aur aap sab ke taun se garib log apne pairo per khade ho rahe hai. Atleast kisi se mang toh nahi rahe hai Roz ke kharche ke liye.

Do you have any questions? Lets talk!

+91 74983 91590